ALLAH ki 4 Rehmatain Aisi hain jo insan se brdasht nahi hoteen
1. Beti
2. Mehman
3. Barish
4. Beemari
Or 4 azaab aise hain jo insan khushi se brdasht krta hay
1. Sood
2. Jahaiz
3. Gheebat
4. Jhoot
*****************************
Hazrat Moosa (A.S) ne ek dafa Allah se poocha:
"AEY ALLAH' JAB TU KHUSH HOTA HAI TO KYA KARTA HAI?"
Allah ne farmaya:
"JAB MEIN KHUSH HOTA HOON TO BARISH KARTA HOON"
Hazrat Moosa (A.S) ne phir poocha ke jub Tu aur ziada khush ho to?
Allah ne kaha:
"TAB MEIN BETIYAN PAIDA KARTA HOON"
Hazrat Moosa (A.S) ne phir poocha k jab Tu aur khush ho to?
Allah ne farmaya:
"JAB MEIN SAB SE ZIADA KHUSH HOTA HOON TO MEIN MEHMAAN BHEJTA HOON"
*****************************
"QURAN" parho to "DIL" khul jaye
"NAMAZ" parho to "CHEHRA" noorani ho jaye.
kitni "DILKASH" hai "RASOOL-E-KHUDA" ki sunnatein.
Amal karo to zindagi sanwar jaye.
*****************************
"AZAN" Khamoshi se suno 0r jawab b do,
"AZAN" k 1 Lafz k Badle 1500 Naikian milti hain
0r
Mukamal "AZAN" Se 2640000 naikian milti hain.