"Tum ALLAH ko Faraghat aur Aish-o-Araam mein yaad rakho, ALLAH tumhe tumhari musibat aur sakhti main yaad rakhey ga"
**************************
"Nigahen aesi rakho jo buri nigahon ko b jhukne pe majboor karde"
Or
"Zuban esi estemal karo jo talkh zuban mein b meethas bhar de"
Hazrat Muhammad P.B.U.H
***************************
Insaan ki izzat or us se Mohabbat karo,
Kyun k hr Insan K andar Khuda ki koi na koi Sift Moujood hoti hai.
Hazrat ALI (R.A)
**************************
1. Taqdeer se ziyada chahta hay.!
2. Aur waqt se pehlay chahta hay.!
(Imam Ghazali)
No comments:
Post a Comment