The On Demand Global Workforce - oDesk

Sunday, May 10, 2009

Ye baat samajh mein aai nahin

Ye baat samajh mein aai nahin,
Or ammi ne samjhai nahin,
Mein kese meethi baat karun?
Jab meethi cheez khai nahin,
Ye Chanda kesa Mamu hai?
Jab ammi ka wo bhai nahin,
Q lambe baal hain bhaalu k?
Q uski tind karai nahin?
Kya wo b ganda bacha hai?
Yaa jungle mein koi Naai nahin?
Naani k husband jab Nana hain,
Or Daadi k husband jab Dada hain,
To q Baji k husband Baja nahin?
Ye baat samajh mein aai nahin,
Or ammi ne samjhai nahi :-D

No comments:

Post a Comment